
Ret Ka Chand
Versandkostenfrei!
Versandfertig in über 4 Wochen
9,49 €
inkl. MwSt.
PAYBACK Punkte
5 °P sammeln!
Mohobbat aur kismat...dono jaise ek sikke ke do pehlu hote hain, ya to mohobbat aundhey muh girti hai, ya fir kismat khaak chhanti firti hai. Aur sikka dono ke haq mein khada ho jaye, aisa toh sirf filmo mein hi hota hai. Aksar jinke paas kismat nahi hoti, unhi ko mohobbat naseeb hoti hai. Kisi ko mil nahi pati. Koi paa kar bhi kho deta hai. Magar kuch log hote hain, jo mohobbat ko chahe jo bhi anjaam mile... usey nibhate is shiddat se hai ... ki mohobbat ka kad aur darza aur uncha kar jaate hain. Naa unke paas jamaane bhar ki daulat hoti hai, naa jahan bhar ki taakat. Fir bhi wo apne pyar ko ...
Mohobbat aur kismat...dono jaise ek sikke ke do pehlu hote hain, ya to mohobbat aundhey muh girti hai, ya fir kismat khaak chhanti firti hai. Aur sikka dono ke haq mein khada ho jaye, aisa toh sirf filmo mein hi hota hai. Aksar jinke paas kismat nahi hoti, unhi ko mohobbat naseeb hoti hai. Kisi ko mil nahi pati. Koi paa kar bhi kho deta hai. Magar kuch log hote hain, jo mohobbat ko chahe jo bhi anjaam mile... usey nibhate is shiddat se hai ... ki mohobbat ka kad aur darza aur uncha kar jaate hain. Naa unke paas jamaane bhar ki daulat hoti hai, naa jahan bhar ki taakat. Fir bhi wo apne pyar ko bachane, uski raksha karne mein khud ko fanah karne se bhi pichey nahi hat te. ...Unka alingan karke mohobbat khud ko khush naseeb samajhti hai. Aisa hi ek kissa hai ...Ret ka Chand